Haal dekh kar mera
khuda
bhi tadap jayega,
Jab bhi hogi bewaffai ki
baat nujhe bhi koi
bhoola
yaad aayega,
Are apno ne kya kami
rakhi jo ab koi anjan
sitam
dhayega,
Mat chu palkon ko Hai
itna
dard isme ke tera
daaman
bheeg jayega…
`
Nazar chahti hai didaar
karna,
dil chahta hai pyaar
karna,
kya batayein is dil ka
aalam,
naseeb mein likha hai
intezar karna.
`
Ussey yaad karun toh
aankh bhar aati hai,
Meri mohabbat mujhe hi
rulati hai,
Uske bina hoon udass
main,
Bheer mein bhi tanha
hoon main…
`
Pehle bhi kabhi suni thi,
ye
pyaar ki baatein,
Pehle bhi dil ko bahut
dukhaya hai.
Aaj phir tumne kuredein
hain, wo zakhm,
Aaj phir iss dil ko tumne
rulaya hai…
`
Aap to chand ho jise
sab
yaad karte hai
Aur hamari kismat to
taro
jaisi hai
Humein yaad karna to
door…
Log apni khawahish ke
liye
Hamare tutne ki fariyad
karte hai…
Wo Waqt wo lamhe
Kuch
ajeeb Honge
Duniya me hum khush
Naseeb honge
Door se jab Itna Yaad
karte hai aapko
Kya Hoga Jab aap
humare
Kareeb honge?
`
Dil tootna sazaa hai
mohabbat ki,
dil jodna ada hai dosti ki.
Maange jo kurbani woh
hai mohabbat,
jo bin maange ho jaye
kurban wo hai dosti
hamari.
`
Bahane bahane se aapki
baat karte hai
har pal aapko mehsus
karte hai
itni baar to aap saans
bhi
nahi lete honge
jitni baar hum aaapko
yaad karte hai!
`
Khud Ko Khud Ki Khabar
Na Lagay
Koi Achha Bhi Is Qadar
Na
Lagay
Aap Ko Dekha Hai Bas
Us
Nazar Say
Jis Nazar Say Aap Ko
Nazar Na Lagay
`
Kalam tha haath mey
likhna sikhaya apne
Takat thi haath mey
hausla dilaya apne,
Manzil thi saamne
raasta
dikhaya apne,
Hum to sirf dost the,
AASHIQ BANAYA aap
ne!
`
Ye aarzu nahi ke kisi ko
bhulaye hum
Na tamanna ke kisi ko
rulaye hum.
Par dua hai uss rab se,
jisko jitna yaad karte
hain,
usko utna yaad aayein
hum.
`
Betaab tamannao ki
kasak
rehney do,
Manzil ko paney ki
kasak
rehney do,
Aap chahe raho nazron
sey door,
Par meri aankhon mein
apni ek jhalak rehney do.
No comments:
Post a Comment