Friday, 17 June 2011

BEWAFAI SHAYARI

Jab bhi aayi teri yaad,
jaanam sham ke baad,
kuch sanjida haalat hui,
meri sham ke baad….
yun to har lamha teri yaad
ka bozal gujra,
dil ko mehsoos hui teri
kami, shaam ke baad…..
yun to kuch sham se
pahele bhi thi yaadein teri,
ab to kuch aur badi dil ki
lagi sham ke baad….
seene mein teri yaad ka,
tufaan ubhar aaya hai
teri yaad mein tadap raha
hoon, ye kaisa tufaan
ubhar aaya hai…..
meri tadap ka soch kar,
kuch aur soch na payegi
tu
meri mohabbat mein saj
kar, kuch aur kar na
payegi tu…..
dil se niklein hain ye labz-
e-azeez, teri mohabbat
mein
sanwaar lena ihein dil
mein, ye labz-e-azeez teri
mohabbat ke….!!

No comments: