Thursday, 9 June 2011

BEWAFAI SHAYARI

Jalate hai hum apne dil ko
diye ki tarah
Teri Zindagi main
khushiyon ki roshni lane
ke liye
Seh jate hai har chubhan
ko apne pairon tale
Teri Rahon main phool
bhichane ke liye..
`
Yun durr rehkar duriyon
ko badaya nahi karte,
Apne deewano ko sataya
nahi karte,
Har waqt bas jise tumhara
khyal ho,
Usey apni awaaz ke liye
tadpaya nahi karte..
`
Yakin har rishte ki
buniyaad hota hain ,
tut jaaye agar to judna
mushkil hota hain ,
kehna aasan hain humain
yakin nahi hain tumpe,
lekin dard is cheez ka be-
panah hota hain.
`
Aansu ko bahot samjhaya
tanhai me aaya karo,
Mehfil me hamara mazak
na udaya karo,
Ispar aansu tadap kar
bola,
Bhari mehfil mein aapka
dil akela na rahe,
Itna bus usse samjhaya
karo..
`
Gam me hasne valoko
kabhi rulaya nahi jata,
Lehro se pani ko kabhi
hataya nahi jata,
hone vale ho jate he khud
hi dil se apne ,
Kisiko kehkar apna banaya
nhi jata……,

No comments: