Saturday, 18 June 2011

BEWAFAI SHAYARI

“PATHAR KI YEH DUNIYA
JAZBAT NAHI SAMAJHTI
DIL ME HAI JO WOH BAT
NAHI SAMAJHTI
TANHA TOH CHAND BHI
HAI SITARON KE BEECH
MAGAR CHAND KA DARD
BEWAFA RAAT NAHI
SAMAJHTI”
Geele kagaz ki tarah hai
zindagi humari
koi likhta bhi nahi koi jalata
bhi nahi
is kadar akele ho gaye hai
hum aajkal
koi satata bhi nahi koi
manata bhi nahi.
Zikr jab bhi aap Apno ka
kiya karen…
Naam hamara bhi unme
liya karen..
Tareef nahi to burayi hi
sahi
par apne Alfazon mein
jagah
hamein bhi diya karen
KAGAZ PE HUMNE
ZINDAGI LIKH DI,
AANSUON SE SEENCH
KAR HAR KHUSHI LIKH DI,
DARD KO JAB HUMNE
UBHARA LAFZO PE,
LOGO NE KAHA WAH
KYA GAZAL LIKH DI.
Aaj bahut yaad aa rahe ho
tum..
Aankhen band hain phir
bhi nazar aa rahe ho tum..
Na jaane kyun aisa lagta
hai k saamne khade
hokar…
Mujhe ab tak rula rahe ho
tum.
Woh mil jaate hain
humein ek kahani bankar..
Dil mein bas jaate hain ek
nishaani bankar..
Jinhen hum rakhte hain
apni aankhon mein…
Kyun nikal jaate hain in
aankhon se woh pani
bankar
pal beet jaega waqt gujar
jayega
bus yaadon bhara ye
safar reh jayega
na woh log honge na
unkibaatein
yaad kerne ko buswoh
lamha reh jayega
sometimes my eyes get
jealous of my heart
know why?
guess wht it is
simply bcoz a sweet
person like you,
is always close to my
heart and far from my
eyes
koi hasae to has lete hai
dil me dard ho to ro lete
hai
nind waise bhi kam aati
hai
par sapno me tum aaoge
yeh soch ke so lete hai
raat hogi to chand dikhai
dega
khwabon me tumhe woh
chehrea dikhai dega
mohabbat kabhi zara soch
ke kerna
ek aansu bhi girega toh
woh bhi sunai dega
dhoka diya tha jab tumne
muijhe
dil se me naraz thi
phir socha ki dil se tumhe
nikal du
magar woh dil bhi
tumhare pass tha
dil ka zakhm zuban pe
laya nahin kerte
hum apniaankhon se
aanso bahaya nahin kerte
zakhm kitne gehre kyon
na ho
hum apne hoton se
muskurahat hataya nahin
kerte…

No comments: