Saturday, 18 June 2011

BEWAFAI SHAYARI

Raat ki khamoshi raas nahi
aati
Meri parchayi bhi ab mere
paas nahi aati
Kuch aati hai toh bas teri
yaad
Jo aakar ek pal bhi mujhse
door nahi jaati..
Raat gujri phir mehekti
subah ayi,
Dil dhadka phir tumhari
yaad ayi,
Aanko ne mehsoos kiya
uss hawa ko ,
Jo tumhe chhukar hamare
pass ayi.
Aankhon ki zuban wo
samaj nahi pate
Honth magar kuch keh
nahi pate
Apni bebasi kis tarah
kahen
Koi hai jinke bina hum reh
nahi pate
Hum aapko in aankho
mein,
Yun basa liya karte hai,
Ja sake jaha tak hamari ye
nazar,
Aapko har jagha paa liyaa
karte hai.

No comments: