Saturday, 18 June 2011

BEWAFAI SHAYARI

Is dil ka kaha maano ek
kaam kar do,
Ek be-naam si mohabbat
mere naam kar do,
Meri par faqat itna ehsan
kar do,
Kisi din subha ko milo aur
shaam kar do.
Wo nadiya nahi aansu the
humare,
jinpar wo kashti chalate
rahe,
Manzil mile unhe ye
chahat thi humari,
isiliye hum aansu bahate
rahe..
Chahat mein kisi ka
imitihan na lena,
Jo nibha naa sako wo
vada na dena,
jise tum bin jine ki aadat hi
na ho,
Usse kabhi jine ki dua naa
dena.
Dosti insan ki zaroorat hai,
dilon pe dosti ki huqumat
hai,
aap ke pyar ki wajah se
zinda hain,
warna khuda ko bhi
hamari zaroorat hai.
Savera kya hua sitaron ko
bhul gaye,
suraj kya aaya chand ko
bhul gaye,
Kuch pal kya guzare
humare bina,
aap to hume hi bhul
gaye..
Is kadar hum yaar ko
manane nikale,
uski chahat k hum diwane
nikale,
Jab bhi use dil ka haal
batana chaha,
to uske hoton se waqt na
hone k bahane nikale..
Mere haathon se gir gayi
lakeeren kahin,
Bhool aaye hum apni
takdeeren kahin,
Agar mile tumko kahin to
utha lena,
Mere hisse ki har khushi
apne haathon pe saja lena.
Kya Fayada Kisi ko
chahane ka ?
Kya Fayada Kisi ki yadon
me aansu bhane ka ?
jo samjhe na kisi ke dil
mein basa pyaar..
kya fayad uske pyaar
meindil ko tadpane ka..
Golden words
kabhi“zindagee”
me kisi k “pyar”
mai mat “rona”
Q k wo tumhare “ansuon”
k “qabil” nahe hoga
or “wo” jo is “qabil” hoga,
wo tumhe kabhi “rone”
nahi dega.
Humne banaye rishte
kaise ho gaye,
Kabhi aapke dost the aaj
aise waise ho gaye,
Aate nahi aajkal SMS
aapke,Lagta hai dost se
pyare paise ho gaye..:)
Khuda kisi ko kisi pey fidaa
na kare,
Kare to qayamat tak judaa
na kare.
Ye maana ki koi marta
nahi judaai mein,
Lekin jee bhi to nahi paata
tanhaai mein!

No comments: